Mobile hamare lia ak jaruri gadget ban chuka hai mobile phones k bina kam hi nhi chalta aise mai hm hamesha confused rhte hai ki kon sa mobile phone khride . Mobile phone ki kimat kitni honi chahia aur mobile k features kaise hone chahia. Aj k samay mai har mobile mai almost features sane hi hote hai. Par hamara budget limited hota hai iss blog me hm try krenge kuchh achha mobile ke bare Mai batane ki jo budget mai bhi fix ho aur new features k sath bhi aate ho.
1. Samsung Galaxy A14 5G (Dark Red, 6GB, 128GB Storage)
Yah Samsung ka ak behtarin mobile hai. Samsung apne display ke lia jana jata hai aur is mobile mai bhi display achi milti hai. Ye iss price point mai aak acha mobile ho sakta hai.
2. Redmi Note 12 5G Mystique Blue 6GB RAM
Features:
Display: 6.7 inch (1080X2400) Amoled
Ram: 6Gb
Storage: 128Gb
Battery: 5000 mAh
Price thora jyada lag sakta hai par performance mai koi kami nhi hai. Redmi hamesha price efficient mobile ke lia jana jata hai. Iss range mai ye mobile abhi bhi stand krta hai.
3. OnePlus Nord CE 2 Lite 5G (Black Dusk, 6GB RAM
Features:
Display: 6.59 inch (2412X1080)120hz
Ram: 6Gb
Storage: 128Gb
Battery: 5000 mAh 33W SuperVOOC
Price: 18,999/-
OnePlus ak premium mobile phone brand hai leki ye mobile budget mai fall krta hai aur acha specks k sath aya hai. Budget range mai bhi onePlus kamal kr rha hai. Agar onePlus wala mobile chahia tha lekin budget thora kam hai to is mobile ko chose karo.
Aaj ke lia bass itna hi agar hmara ye blog aap ko usefull laga ho to share jarur kare.
Other Links:




Comments
Post a Comment